πŸ“’What is History ?

πŸ–️Hii Dosto aaj hum janne ja rahe hai history ke bare mein.
Kya kya sikhe ge ish Article ke andar aaie jante hai.
1)Kya hota hai History ?
2) Father of History?
3) Type of History?
4) Importance of History?
5)Kinds of History?
πŸ’ 1) What is History?
Ans:1) Human  jati se  juri pichhali ghatna ke bare main batlata hai.
       2)Human ke Development ka lekha jokhha rakhta hai.
      3) History vigyan hai jisse hamen pata chalta hai ki past mein people  kis prakar rahte the aur apne mehnat tatha karyon se Prithvi ko badla.
πŸ€”Note: history ka fact really mein machhali ki dukaan per padi machhali ki tarah hoti hai jise itihaas ka ghar late Hain aur pakate Hain uske bad khate Hain
Iska kahane ka matlab hai ki itihaaskar fact ko ekattha karte Hain aur use Apne soch se apne anusar likh diya karte Hain.

πŸ’―πŸ§‘‍🀝‍πŸ§‘πŸ§‘‍🀝‍πŸ§‘ Father of history: herodotus hai
history ke father herodotud (Haridat)Ko Mana jata hai jo Jo Turki ke Hain.
2) father of Indian history megasthenes Ko Mana jata hai jinka picture niche ki taraf hai dikhaya gaya hai.
πŸ‘¨‍πŸŽ“ Kinds of history:
  1) pre history
   2) Medieval history
    3) Modern history
importance of history:
1) itihaas samaj ka aaina hota hai .
2) itihaas dekhne ka najriya hai-do chij dekhne ki najriya hai
1) vartman ko atit ke chashme se
2) atit ko vartman ke chashme se
3) itihaas badalti duniya Ko samjhata hai.
4) history atit mein ki gai galti ko karne se rokata hai
5) itihaas vartman mein aane wale ghatnaon ke bare mein hi batata hai.
πŸ˜€πŸ˜€πŸ˜€ Types of history:
.        1) Area of history
          2) Economy of history
         3) social life of history
          4) political life of history
          5) religions life of history
          6) cultural life of history
          7) constitution life of history
Note-kisi bhi Desh ka geography history ko define karta hai aur uske itihaas ghatnaon ko bhi define karta hai.


Is tarah ke artical  padhne ke liye mere page ko follow Karen thank u.

Comments